Khushamadid

أعوذُ بِٱللَّهِ مِنَ ٱلشَّيۡطَٰنِ ٱلرَّجِيمِ

بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ

Auzu bilahi minaash shaitaan ar-raajim.

Bismillah ar-rahamaan ar-raheem.

Allaah ne insaanon ki hidaayat ke liye asmaani kitaaben apne pyaare nabiyon par naazil farmaai thin. Ham sabis baat se waaqif hain ki Quraan Allaah ki bheji hui akhiri kitaab hai.

Isse pahale ki teen paak kitaabon me bhi Quraan ki tarah hidaayat bheji gayi jisko har insaan ke liye padhna zaruri hai.

Musalmaanon ke nuqta nazar se bahut kam Taurait, Zabur, aur Injeel ke tarjume maujud hain. Islie, is website par un teeno kitaabon ki kuch kuch ayaton ka tarjuma Quraan ki raushani me kiya gaya hai.

Ye afsos ki baat hai ki musalmaan ne Taurait, Zabur, aur Injeel ko padhne aur samjhaane ki zimmedaari sirf Isaayon aur Yahudiyon ke haath me chhod di hai. Hamaara in tarjumon ko karne ka khaas maqsad ye hai ki asmaani kitaabon ki hidaayat sab tak pahunchaai ja sake. Inshaallaah hamaari koshish zarur kaamyaab hogi. Ameen.

Buraaī Yā Accẖaaī (Iṅjeel : Yuhannā 18:1-40, 19:1-6)
Beebī Haajirā Aur Ismaaeel(a.s) (Taurait : Khilqat 21:9-21)
Ibraaheem(a.s) Kī Qurbaanī (Taurait : Khilqat 22:1-19)
Ibraaheem(a.s) Se Yaaqub(a.s) Tak (Taurait : Khilqat 23:1-2, 25:7-10, 35:28-29)
Musā(.S) Ne Qaanun Kī Kitaaboṅ Ko Likh Kar Purā Kiyā (Taurait : Iaadā 31:24-29)
Yusuf(a.s) Kā Misr Kā Safar (Taurait : Khilqat 37:1-11, 18, 21-36)
Yusuf(a.s) Kī Ġulaamī (Taurait: Khilqat 39:3-12, 16-23)
Ḳḥwaaboṅ Kī Taabeer (Taurait : Khilqat 40:1-23, 41:9, 12-27, 33-40, 46-47, 49, 55-57)
Ibraaheem(a.s) Kī Aulaadeṅ (Taurait : Khilqat 42:1-3, 6-8, 25, 26; 43:2,19-34; 45:1-11, 25-26, 28; 46:2-7)
Yaaqub(a.s) Aur Unke Ḳḥaandaan Waale Misr Me Phale-Phule (Taurait : Khilqat 46:29-30; 47:5-6, 27; 48:1, 8-11, 21; 49:33; 50:22-24)
Yaaqub(a.s) Kī Aulaadeṅ Misr Me Bastī Haiṅ (Taurait : Hijrat 1:5-12, 22)
Musā(a.s) Kī Zindagī (Taurait : Hijrat 2:1-25)
Misr Ke Firaun Ko Paiġaam (Taurait : Hijrat 3:1-22)
Allaah Taa’alā Kī Nishaaniyaaṅ (Taurait : Hijrat 4:1-17)
Allaah Taa’alā Kā Waadā (Taurait : Hijrat 6:1-2, 4-12, 7:1-7)
Firaun Kī Naafarmaanī (Taurait : Hijrat 11:1-10)
Firaun Aur Uskī Qaum Par Azaab (Taurait : Hijrat 12:1-32)
Ibraaniyoṅ Kā Safar (Taurait : Hijrat 12:33-40, 14:5-31)
Ibraaniyoṅ Se Ahad (Taurait : Hijrat 19:1-9, 20:1-21)
Kitaab Aur Ahad Kā Ḳḥun (Taurait : Hijrat 24:1-18)
Sone Kā But (Ek Gaay) (Taurait : Hijrat 32:1-35)
Gunaahoṅ Kī Maafī Ke Liye Qurbaanī (Taurait : Ālim-E-Deen Kā Qaanun 5:17-19)
Ahad Kā Saṅduk (Taurait : 2 Samuel 7:1-17)
Sulemaan(a.s) Ne Aqlamaṅdī Ko Chunā (1 Salaateen 2:1-4; 3:1b-28)
Īsā(a.s) Ke Baare Me Allaah Taa’alā Kā Paiġaam (Taurait : Yashaayaah 42:1-9)
Merā Nek Ḳḥaadim (Taurait : Yashaayaah 53:1-12)
Kalaam Kī Taaqat (Taurait : Yashaayaah 55:1-3, 6-13)
Kyā Tumhaarā Rozā Qubul Huā? (Taurait : Yashaayaah 58:1-14)
Nekī Kā Peḍ (Taurait : Yashaayaah 61)
Nayā Dil Aur Naī Ruh (Taurait : Hizakeeel 36:16-38)
Sacchī Ḳḥushī (Zabur 1)
Maiṅ Bheḍ Aur Tu Merā Charwaahā (Zabur 23)
Maiṅ Bheḍ Aur Tu Merā Charwaahā (Zabur 23)
Mere Rab Mujhe Badnaamī Se Bachā (Zabur 25)
Behtareen Ziṅdagī Kā Nusḳḥā (Zabur 34)
Allaah Taa’alā Kī Panaah (Zabur 91)
Allaah Kī Madad Ke Liye Shukrguzaarī (Zabur 138)
Hikmat Kī Kahaawateṅ (Zabur: Kahaawateṅ 3:5-8; 1:7; 29:25; 12:15; 15:32; 18:10; 21:3; 4:23)
Nek Amal (Injeel: Yuhanna 13:1-20)
Kitaaboṅ Par Īmaan Laae (Quraan: Baqrā 2:136-138, 285, Āle Imraan 3:84)
Sabskrayib