Khushamadid

أعوذُ بِٱللَّهِ مِنَ ٱلشَّيۡطَٰنِ ٱلرَّجِيمِ

بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ

Auzu bilahi minaash shaitaan ar-raajim.

Bismillah ar-rahamaan ar-raheem.

Allaah ne insaanon ki hidaayat ke liye asmaani kitaaben apne pyaare nabiyon par naazil farmaai thin. Ham sabis baat se waaqif hain ki Quraan Allaah ki bheji hui akhiri kitaab hai.

Isse pahale ki teen paak kitaabon me bhi Quraan ki tarah hidaayat bheji gayi jisko har insaan ke liye padhna zaruri hai.

Musalmaanon ke nuqta nazar se bahut kam Taurait, Zabur, aur Injeel ke tarjume maujud hain. Islie, is website par un teeno kitaabon ki kuch kuch ayaton ka tarjuma Quraan ki raushani me kiya gaya hai.

Ye afsos ki baat hai ki musalmaan ne Taurait, Zabur, aur Injeel ko padhne aur samjhaane ki zimmedaari sirf Isaayon aur Yahudiyon ke haath me chhod di hai. Hamaara in tarjumon ko karne ka khaas maqsad ye hai ki asmaani kitaabon ki hidaayat sab tak pahunchaai ja sake. Inshaallaah hamaari koshish zarur kaamyaab hogi. Ameen.

Sabse Behtareen Aur Paak Mazhab (Iṅjeel : Yaaqub 1:1-27)
Yaahyā(a.s) Kī Paidaaish Kā Elaan (Iṅjeel : Luqaas 1:5-25)
Nur Aur Aṅdhere Kā Safar (Iṅjeel : 1 Yuhannā 1:5-10; 2:1-11)
Janaab Yusuf Kā Ḳḥwaab (Iṅjeel : Mattā 1:18-25)
Nek Beebiyaaṅ (Iṅjeel : Luqaas 1:26-56)
Yaahyā(a.s) Kī Paidaaish (Iṅjeel : Luqaas 1:57-80)
Īsā(a.s) Kī Paidaaish (Iṅjeel : Luqaas 2:1-24)
Yaahyā(a.s) Kī Taaleem (Iṅjeel : Mattā 3:1-17)
Miyaaṅ-Beewī Kā Rishtā (Iṅjeel : 1 Patras 3:1-12)
Shaitaan Aur Uskā Laalach (Iṅjeel : Mattā 4:1-11)
Beej Bone Waale Kī Misaal (Iṅjeel : Muhaafiz 4:2-20)
Īsā(a.s) Ke Shaagird (Iṅjeel : Mattā 4:18-24)
Sacchā Aqeedā (Iṅjeel : Muhaafiz 4:35-41)
Burī Ruheṅ (Iṅjeel : Muhaafiz 5:1-20)
Kaun Log Mubaarak Haiṅ? (Iṅjeel : Mattā 5:1-16)
Allaah Taa’alā Kī Pasand (Iṅjeel : Mattā 5:17-48)
Īsā(a.s) Ne Gunaahoṅ Ko Maaf Kiyā Aur Beemaaroṅ Ko Shifā Dī (Iṅjeel : Luqaas 5:17-26)
Ḳḥairaat, Ibaadat, Aur Rozā (Iṅjeel : Mattā 6:1-18)
Maaṅ-Baap Aur Bacchoṅ Ke Liye Hukm (Iṅjeel: Ifisiyoṅ 6:1-4)
Kal Kī Fikr Mat Karo (Iṅjeel : Mattā 6:19-34)
Īsā(a.s) Kī Taaleem (Iṅjeel : Luqaas 6:27-49)
Maaṅgo, Talaash Karo Aur Dastak Do. (Iṅjeel : Mattā 7:1-14)
Romī Afsar Kā Aqeedā (Iṅjeel : Luqaas 7:1-30)
“Paak” Aur “Naapaak” Me Farq (Iṅjeel : Muhaafiz 7:1-23)
Suno Aur Amal Karo (Iṅjeel : Mattā 7:15-29 )
Shifā (Iṅjeel : Mattā 8:5-17)
Maut Kī Peshangoī (Iṅjeel : Muhaafiz 8:31-38)
Gunaahgaaroṅ Kī Madad (Iṅjeel : Mattā 9:1-13, 35-38 )
Fasal Aur Mazdur (Iṅjeel : Luqaas 10:1-20)
Īsā(a.s) Ke Baarah Shaagird (Iṅjeel : Mattā 10:1-33 )
Hamaarā Paḍosī Kaun Hai? (Iṅjeel : Luqaas 10:25-37)
Allaah Rabbul Azeem Kī Saltanat Kī Misaaleṅ (Iṅjeel : Mattā 13:24-52)
Barkat (Iṅjeel : Mattā 14:14-33)
Khoī Huī Bheḍ Aur Sikke Kī Misaal (Iṅjeel : Luqaas 15:1-10)
Khoe Hue Beṯe Kī Misaal (Iṅjeel : Luqaas 15:11-32)
Allaah Taa’alā Kī Baadshaahat (Iṅjeel : Luqaas 17:20-36)
Ek Widhwā Aurat (Iṅjeel : Luqaas 18:1-8)
Bhaaī Kī Saazish (Iṅjeel : Mattā 18:15-35 )
Kabhī Nā Ḳḥatm Hone Waalī Ziṅdagī (Iṅjeel : Luqaas 18:18-27)
Sab Cẖoḍā To Kyā Milā? (Iṅjeel : Luqaas 18:28-34)
Sabskrayib