Khushamadid

أعوذُ بِٱللَّهِ مِنَ ٱلشَّيۡطَٰنِ ٱلرَّجِيمِ

بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ

Auzu bilahi minaash shaitaan ar-raajeem.

Bismillah ar-rahamaan ar-raheem.

Allaah ne insaanon ki hidaayat ke liye asmaani kitaaben apne pyaare nabiyon par naazil farmaai thin. Ham sabis baat se waaqif hain ki Quraan Allaah ki bheji hui akhiri kitaab hai.

Isse pahale ki teen paak kitaabon me bhi Quraan ki tarah hidaayat bheji gayi jisko har insaan ke liye padhna zaruri hai.

Musalmaanon ke nuqta nazar se bahut kam Taurait, Zabur, aur Injeel ke tarjume maujud hain. Islie, is website par un teeno kitaabon ki kuch kuch ayaton ka tarjuma Quraan ki raushani me kiya gaya hai.

Ye afsos ki baat hai ki musalmaanon ne Taurait, Zabur, aur Injeel ko padhne aur samjhaane ki zimmedaari sirf Isaayon aur Yahudiyon ke upar chhod di hai. Hamaara in tarjumon ko karne ka khaas maqsad ye hai ki asmaani kitaabon ki hidaayat sab tak pahunchaai ja sake. Inshaallaah hamaari koshish zarur kaamyaab hogi. Ameen.

Sulemaan(a.s) Ne Aqlmaṅdī Ko Chunā (Taurait : 1 Salaateen 2:1-4; 3:1b-28)
Īsā(a.s) Ke Baare Me Allaah Taa’alā Kā Paiġaam (Taurait : Yashaayaah 42:1-9)
Merā Nek Ḳḥaadim (Taurait : Yashaayaah 53:1-12)
Kyā Tumhaarā Rozā Qubul Huā? (Taurait : Yashaayaah 58:1-14)
Kalaam Kī Taaqat (Taurait : Yashaayaah 55:1-3, 6-13)
Nekī Kā Peḍ (Taurait : Yashaayaah 61 )
Tumhaare Liye Kyā Tay Huā? (Taurait : Yaramiyaah 29:11-13)
Nayā Dil Aur Naī Ruh (Taurait : Hizakeeel 36:16-38)
Sacchī Ḳḥushī (Zabur 1)
Maiṅ Bheḍ Aur Tu Merā Charwaahā (Zabur 23)
Mere Rab Mujhe Badnaamī Se Bachā (Zabur 25)
Behatreen Ziṅdagī Kā Nusḳḥā (Zabur 34)
Allaah Taa’alā Kī Panaah (Zabur 91)
Allaah Kī Madad Ke Liye Shukrguzaarī (Zabur 138)
Hikmat Kī Kahaawateṅ (Zabur : Kahaawateṅ 3:5-8; 1:7; 29:25; 12:15; 15:32; 18:10; 21:3; 4:23)
Janaab Yusuf Kā Ḳḥwaab (Iṅjeel : Mattā 1:18-25)
Yaahyā(a.s) Kī Taaleem (Iṅjeel : Mattā 3:1-17)
Shaitaan Aur Uskā Laalach (Iṅjeel : Mattā 4:1-11)
Īsā(a.s) Ke Shaagird (Iṅjeel : Mattā 4:18-24)
Kaun Log Mubaarak Haiṅ? (Iṅjeel : Mattā 5:1-16)
Allaah Taa’alā Kī Pasand (Iṅjeel : Mattā 5:17-48)
Ḳḥairaat, Ibaadat, Aur Rozā (Iṅjeel : Mattā 6:1-18)
Kal Kī Fikr Mat Karo (Iṅjeel : Mattā 6:19-34)
Maaṅgo, Talaash Karo, Aur Dastak Do. (Iṅjeel : Mattā 7:1-14)
Suno Aur Amal Karo (Iṅjeel : Mattā 7:15-29)
Shifā (Iṅjeel : Mattā 8:5-17)
Īsā(a.s) Ke Baarah Shaagird (Iṅjeel : Mattā 10:1-33)
Allaah Rabbul Azeem Kī Saltanat Kī Misaaleṅ (Iṅjeel : Mattā 13:24-52)
Barkat (Iṅjeel : Mattā 14:14-33)
Bhaaī Kī Saazish (Iṅjeel : Mattā 18:15-35 )
Īsā(a.s) Ne Bataayā Talaaq Kyā Hai? (Iṅjeel : Mattā 19:1-15)
Allaah Taa’alā Kī Saltanat Kī Misaal (Iṅjeel : Mattā 20:1-34)
Īsā(a.s) Ibaadatgaah Me Āe (Iṅjeel : Mattā 21:12-32)
Qayaamat Kī Nishaaniyaaṅ (Iṅjeel : Mattā 24:1-51)
Insaaf Kā Din (Iṅjeel : Mattā 25:31-46)
Īsā(a.s) Kī Āḳḥirī Daawat (Iṅjeel : Mattā 26:20-46)
Ziṅdā Kī Talaash Qabr Me (Iṅjeel : Mattā 28:1-10)
Gunaahgaaroṅ Kī Madad (Iṅjeel : Mattā 9:1-13, 35-38)
Beej Bone Waale Kī Misaal (Iṅjeel : Muhaafiz 4:2-20)
Sacchā Aqeedā (Iṅjeel : Muhaafiz 4:35-41)
Sabskrayib